}); }); Bharat Me Berojgaari Kaise door Ki Jaye.#Skillindia

Ticker

6/recent/ticker-posts

Advertisement

Bharat Me Berojgaari Kaise door Ki Jaye.#Skillindia

Dosto aaj ham baat karenge bharat me berojgaari kaise door ki jaaye. Bharat me indian labor organization  ki report k anushaar 2016 me bharat me 11 crore log aise the jinke paas aaj bhi naukri nahi hai..isliye is berojgaari ko door karne ke liye mai kuch bahot imortant baate bataane jaa raha hu jo aap ki life change kar sakti hai..Dosto Bharat me berojgaari ka mukhya kaaran Skill ki kami  Chaliye maaante hai aap me bahot log honge jinhone BA Bsc Bcom Kiya hoga fir bhi vo naukri ki talaash me bhatak rahe hai idhar udhar ..Dosto aaj is cheez ko mai dooor karunga..Dosto Bharat Me ab bahot Skill University  aa gayi hai. Jo aap ki berojgaari ki samasya ko door karegi..Jaise log BA. Bsc. Bcom karte hai uski jagah ye Technical course aa gaye hai jiska naam B.voc Hai. (Bachlor of vocation )..Dosto ye B.voc course poori tarah se Bachlor ki degree hai...jisse aap sabhi sarkaari naukri ke liye elegible honge..B.voc course poora 3 saal ka jisme aap ko 6 month 1st semeste collage me chalega aur doosra 2nd semester industry me bitaane padenge jisme aap ki internship hogi..internship ke samay dosto 8000 se 10000 tak stipend milta hai training  k taur par..Aise hi 3rd semester collage me hoga jab ap internship  se lautenge aur 4th semester industry me fir 5th semester collage me AUR FIR GOLDEN OPPORTUNITY  6th semester  jaise hi start hoga usme aap ka placement ho jata hai training  k sath hi
...Ab baat aari hai kya is course ko 12th ke baad kar sakte hai??...Jii ha bilkul is course ko 12th aur iti k baad kar sakte hai...Dosto India ki sabse pehli aur best Skill University  Jaipur me Hai  BHARTIYA SKILL DAVELOPEMENT University  (BSDU) k naam se..ye University  Switzerland  se Chalti hai...yaha par aap ko Swiss trainer dwaaraa training di jaati hai..B.voc Degree lene k baad ap ko Isme 1.5 saal ka industry  ka experience  mil jata hai ..AUR 1.5 saal ka Study experience  in collage ....isme 70% Practical  Aur 30% theory Hai..jisme practical par bahot jor diya jata hai..yaha par jitni bhi machine hai sabhi Switzerland.. Australia.. Germany..Japana..Spain ..ki Machin par Training di jaati hai..Aur Jab ap ki degree complete  Ho jayegi uske baad ap Guarantee  k sath job di jaati hai 20000 se 25000 rupay tak...isme bahot se course Hai..jo ap k liye benefit Rahega ye course polytechnic se Lakh guna accha hai..Polytechnic  me aap ko Diploma milta hai lekin Isme Ap ko degree di jaati hai..Dhanyawaad
DOSTO Yaha B.voc course hai jo is university  me chalte hai....
.......#Bsdu............Ab Skill Ki baari.........
Indias will swiss will.................#Bsdu  ..#Thanx DR.joshi Sir.........
#Ab skill Ki baari #Campus............
#Placement .........



एक टिप्पणी भेजें

9 टिप्पणियाँ

  1. इस टिप्पणी को लेखक द्वारा हटा दिया गया है.

    जवाब देंहटाएं
  2. इस टिप्पणी को लेखक द्वारा हटा दिया गया है.

    जवाब देंहटाएं

If you have any doubts please let me know